Saari Ki Saari 2.0 Song by Darshan Raval & Asees Kaur
Saari Ki Saari 2.0 Lyrics:
Door hoke bhi paas mere ho
Sapno se aage ab tum
Hakikat bann chuke ho
Door hoke bhi paas mere ho
Sapno se aage ab tum
Hakikat bann chuke ho
Yeh dard hain jo tere
Tu kar de unko mere
Meri har dua mein tu
Par hakikat mein kahaan
Saari ki saari meri hai tu
Tujhko kabhi na main baantun
Haara dil haara tujhpe main aise
Behoshi ke aalam ho jaise
Saari ki saari meri hai tu
Tujhko kabhi na main baantun
Haara dil haara tujhpe main aise
Behoshi ke aalam ho jaise
Yaadein meri aayen jab bhi
Soch lena kareeb hoon main
Khwab mere aayein jab bhi
Palkon ke neeche hi hoon main
Yeh dard hain jo tere
Tu kar de unko mere
Meri har dua mein tu
Par hakikat mein kahaan
Saari ki saari teri hoon main
Kabhi door tujhse na jaaun
Chahe lage arson aane mein mujhe
Phir door tujhse na jaaun
Saari ki saari meri hai tu
Tujhko kabhi na main baantun
Haara dil haara tujhpe main aise
Behoshi ke aalam ho jaise
Written by: Darshan Raval
Video: Saari Ki Saari 2.0
Song Info:
Song name : Saari Ki Saari 2.0
Lyrics & Composer : Darshan Raval
Singer : Darshan Raval & Asees Kaur
Music : Lijo George
Mixed & Mastered by : Lijo George
Video Art Work & Editing : Dhwani H. Trivedi & Rahul P. S.
Post your feedback in Comment box...