"Maula" Song Lyrics from the Bollywood film based on spiritual babas of India "Global Baba", this song sung & music composed by Ripul Sharma in the lyrics of Surya Upadhyay. Movie starring Abhimanyu Singh, Sanjay Mishra, Pankaj Tripathi, Akhilendra Mishra, Ravi Kishan & Sandeepa Dhar.
Song Details -
Song Name: Maula
Movie: Global Baba (2016)
Singer: Ripul Sharma
Music by: Ripul Sharma
Lyrics by: Surya Upadhyay
Arranger/Programmer: George Joseph
Cast: Abhimanyu Singh, Sanjay Mishra, Pankaj Tripathi, Akhilendra Mishra, Ravi Kishan & Sandeepa Dhar
Music Label: Zee Music
Maula Song Lyrics -
Laagi mujhko ishq ki lagan
Dil pe raha naa kaabu
Tune jab se dekha mujhko
Yeh jaan hua bekaabu
Dhadkan mein jo shor mach raha
Usko kaise rokun..
O maula teri yaad yaad aaye
Maula teri yaad aaye
O maula teri yaad yaad aaye
Maula teri yaad aaye
Teri yaad yaad, Teri yaad yaad
Teri yaad yaad aaye
O maula teri yaad yaad aaye
Maula teri yaad aaye..
Zulfon se nikli hui paani ki boonde tu
Khwaabon mein aane wali koi pari hai tu
Dilkash taraane ki jaadui sargam hai
Albeli-atkheli masti ka sangam hai
Ye hi tamanna hai paas aaun tere
Or tujhe main choo lun..
O maula teri yaad yaad aaye
Maula teri yaad aaye
O maula teri yaad yaad aaye
Maula teri yaad aaye
Teri yaad yaad, Teri yaad yaad
Teri yaad yaad aaye
O maula teri yaad yaad aaye
Maula teri yaad aaye..
Ek savera aaya, Aake mujhe jagaaya
Ek savera aaya, Aake mujhe jagaaya
Sooraj ki pehli kiran ne Gale se lagaaya
Khushgawar mausam si ho bhala
Khud ko kaise rokun..
Ho maula teri yaad yaad aaye
Maula teri yaad aaye..
Teri yaad yaad, Teri yaad yaad
Teri yaad yaad aaye
O maula teri yaad yaad aaye
Maula teri yaad aaye..
Sagar se uthti hui koi lehar hai tu
Mere liye subah shaam or dopahar hai tu
Jo naa bujhe kabhi aisi tu pyaas hai
Tere hi sang jeene marne ki aas hai
Kya din din hai kya raat raat hai
Bas tujhe hi sochun..
Ho maula teri yaad yaad aaye
Maula teri yaad aaye..
Teri yaad yaad, Teri yaad yaad
Teri yaad yaad aaye
O maula teri yaad yaad aaye
Maula teri yaad aaye..
Maula - Official Video Song