Bansuri Bajai Ke / Bansuri banai ke Lyrics - Geet (1970)

Bansuri Bajai Ke / Bansuri banai ke Lyrics - Geet (1970)
Bansuri Bajai Ke / Bansuri banai ke Lyrics - Geet (1970)

Bansuri Bajai ke song from 1970's Bollywood film Geet, starring Rajendra Kumar, Mala Sinha. Song sung by Suma Kalyanpur and Music given Kalyanji Anandji while lyrics penned by Anand Bakshi. 

Song Details -
Movie: Geet (1970)
Directed by: Ramanand Sagar
Song: Bansuri Bajai Ke
Singer: Suman Kalyanpur
Music by: Kalyanji Anandji
Lyrics by: Anand Bakshi
Starring: Rajinder Kumar, Mala Sinha, Kum Kum, Sujit Kumar
Release date: 1970

Bansuri Bajai Ke Lyrics -
Kya hai es bansuriya me
Jo mujh me nahin sawariya..
Kabhi hothon se mujhe bhi laga le
Bansuri banai ke ho..
Bansuri banai ke
Bansuri banai ke ho..
Bansuri banai ke

Main to gavu
Oh Main to gaav tere geet
Mere meet saare jag ko bhulaai ke
Kabhi hothon se mujhe bhi laga le
Bansuri banai ke ho..
Bansuri banai ke
Bansuri banai ke ho..
Bansuri banai ke

Oo.... oh.....
Tore sang naiha laga
Tore rang raati
Tore sang naiha laga
Tore rang raati
Ban Ban dware dware
Phiru mat maati
Oh... Tujh me hi..
Tujh me hi sama gayi
Main tere pass aai ke
Kabhi hothon se mujhe bhi laga le
Bansuri banai ke ho..
Bansuri banai ke
Bansuri banai ke ho..
Bansuri banai ke

Oo.... oh.....
Saara jag jaan gaya
Radha bhai Shayam ki
Saara jag jaan gaya
Radha bhai Shayam ki
Chhede Tera naam lai ke
Sakhiya saari gaav ki
Oh..Chaliya tune
Chaliya tune sudh na li ni
Bawari banai ke
Kabhi hothon se mujhe bhi laga le
Bansuri banai ke ho..
Bansuri banai ke
Bansuri banai ke ho..
Bansuri banai ke

Bansuri Bajai Ke / Bansuri banai ke Video Song - Geet (1970)

Popular posts from this blog

Matak Matak Lyrics - Geeta Zaildar Ft Dr. Zeus

Chhoti Si Umar Parnai Lyrics - Bai Chali Sasariye