Hungama Ho Gaya - Song Video/Lyrics - Sophie Choudry (2013)

Hungama Ho Gaya - Song Video/Lyrics - Sophie Choudry

This Hungama Ho Gaya Song is remix version of Bollywood's song, and it's lyrics change with adding new lines but main theme and title lines are same as original song. This song has voice of Sophie Choudry, music and produced by John E Stewart with director Shiraz Bhattacharya. You can view below original song and it's lyrics.


Singer/Additional lyrics - Sophie Choudry
Music Arranger/Producer - John E Stewart
Video Director/DOP - Shiraz Bhattacharya
Choreographer - Arvind Thakur
Sophie's Official-site(s): YouTube, Twitter


Hungama Ho Gaya Song Lyrics -
Hungama..
Shyam bhi hai, Haan haan
Jaam bhi hai
Chori nahin sare aam bhi hai
Sab ne pee hai mujhe pe ilzaam kyon hai?
kham kha mera naam badnaam kyon hai?

Bottle ki thi Khatan
Nadani Mein zara
Behka sa dil ye mera
Behka sa dil ye mera ye mera

Maine honton se lagayi toh...
Hungama ho gaya hungama
Hungama..
Hungama ho gaya ho gaya...

Mujhe hichiki jo aayi toh..
Hungama ho gaya hungama
Hungama...
Hungama ho gaya..

Ab toh hai lagataar yeh
Crazy Crazy nights, wasted days..
Subha ko yeh jo mere saath mila hai
Dikhta bura nahin per naam lapata hai

Hui thi, jo khata, diya usne bata
Sabko chala phir pata

Maine jo club laut aayi toh..
Maine daaru mangvayi toh..
Baat dhumke pe aayi toh..
Huh..Hungama ho gaya hungama
Hungama..
Hungama ho gaya

Maine hothon pe lagayi toh
Hungama ho gaya hungama
Hungama..
Hungama ho gaya

Hungama Ho Gaya - song Promo


Hungama Ho Gaya - Song Making


Hungama Photo-shoot



Hungama Ho Gaya - Sophie Choudry - Poster (Images)
Hungama Ho Gaya - Sophie Choudry - 2013

Hungama Ho Gaya - Sophie Choudry - 2013

Hungama Ho Gaya - Sophie Choudry - 2013
______________________________________________


Hungama Ho Gaya Video Song and Lyrics - Anhonee (1973)
Anhonee (1973) - Poster

Check here original song Hungama Ho Gaya from 1973's Bollywood film Anhonee, starring Sanjeev Kumar, Leena Chandavarkar, Asrani, Bindu, Manmohan, Paintal and Satyen Kappu, this original song sung by Asha Bhosle, and other song sung by Lata Mangeshkar, Asha Bhosle and Kishore Kumar, and lyrics are penned by Verma Malik, and film music composed by the great composer of Indian Laxmikant-Pyarelal (Laxmikant Shantaram Kudalkar and Pyarelal Ramprasad Sharma), this film directed and produced by Ravi Tandon.

Hungama Ho Gaya Song Lyrics - (Anhonee, 1973)
Ha jam bhi hai, ha ha shaam bhi hai
Haye.. Haye.. chuddi nahi sara aam bhi hai
Sab ne pi hai mujhe pe ilzam kyu hai
Kham kha mera naam bad naam kyu hai
Dekho na logo ne
Botalo ki botale khatam kar di
To kuch na hua
mager mager
Maine hotho se lagayi to
Hungama ho gaya hungama
Haan. Haan. hungama ho gaya
Hungama...
Hungama ho gaya

Mujhe or ne pilayi to
Hungama ho gaya
Haan. Haan. hungama ho gaya
Hungama...
Hungama ho gaya

Dinko kasame khate hai
Toba toba karte hai
Dinko kasame khate hai
Toba toba karte hai
Shyaam hoti hai to
Fir pyale bharte hai
Raat ko sab pite hai
Subhah ko sab darte hai

Kya kasis hai esme
Sab espe marte hai
Kese ye log hai
Pata nahi kya karte hai
Konsi bat hai esme
Sab isko apnaate hai
Dekho na..
Sab ko tamasha dikhate hai
Girte hai ladkhdate hai
Shor machate hai
Unko to aap kuch nahi kahte
Mager Mager
Mujhe hichiki jo aayi to
Hungama ho gaya
Haan. Haan. hungama ho gaya
Hungama...
Hungama ho gaya

Kyo ghabra gayi, Sharma gayi
Ya gussa ho gayi
Kyo ghabra gayi, Sharma gayi
Ya gussa ho gayi
Hath lagane se itna til-mila gaye
Arey husan vale to
Aag laga dete hai
Fanna kar dete hai
Hose udda dete hai
Dil Jigar Chain Aaram Raatain
Subha Dopahr or
Shaam chhin le jate hai
Or ankh chura lete hai
Samne lut te hai or aap bol nahi pate hai
Dekho na Dard Thesh or Jhkham de jate hai
To aap kuch nahi kahte hai
Mager maine ankh jo milayi to
Hungama ho gaya
Haan. Haan. hungama ho gaya
Hungama...
Hungama ho gaya

Mujhe or ne pilayi to
Hungama ho gaya
Hungama...
Bindu - Hungama Ho Gaya - Anhonee (1973)

Hungama Ho Gaya Video Song - Anhonee (1973)

Song: Hungama Ho Gaya
Movie: Anhonee (1973)
Featuring: Bindu, Sanjeev Kumar
Singer: Asha Bhosle
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Verma Malik

Popular posts from this blog

Matak Matak Lyrics - Geeta Zaildar Ft Dr. Zeus

Chhoti Si Umar Parnai Lyrics - Bai Chali Sasariye